Thursday 26 September 2013

Hume lagta hai ab samay aa gaya hai--- Anand Prakash Tiwari






Hume lagta hai ab samay aa gaya hai apni Sangathnik kamjoriyo ko sarwzanik Karen ki.Sangthan par kuchh log kundl mar kar bait gaye hain. Sangthan me aamud band ho gayi hai.Members kunthit hokar baithate za rahe hain.Padadhikari hat as hain.Niteeya babti hain lekin lagu nhi ho pati .Netao ki karyashaily se karyakarta aur zanta confuse hain.
Loksabha me taqut kaise barh payegi.?
Kahan, kaun, chunaw lar kar kaise jeetega, ?Karya yozna ban paying hai kya?
Jaha chunaw Lara Jana hai Waha karyakartao ke beech aatm munthan hua ?
Hum apne samarthko ke sompark me hai??


Anand Prakash Tiwari

No comments:

Post a Comment